मोबाइल रिपेयरिंग टिप्स हिंदी
एंड्रॉइड मोबाइल में से वायरस कैसे निकलते है ?
Mobile Se Virus Kaise Nikale. Aaj kal ham apne mobile mein internet ka
bahut istemaal karte hain. Yeh mobile bhi aaj computer aur lapto ki
tarah kaam kar rahe hain aur inmein saare features hote hain. Isliye un
features ko use karne ke liye hum anek websites se gaane, video,
wallpaper aadi download karte rehte hain. Inmein se kuch websites se to
downloding surkshit hoti hai par kuch websites se downloading karne par
hamare mobile mein virus aa jaata hai. To chaliye jane Mobile Se Virus
Kaise Nikale step by step guide.
क्या होता है इन्टरनेट वायरस ?
nternet se aaya hua virus inssan dwara banaya gaya hi computer program hai. Jo apne swarth ke liye yani anti virus ko bechne ke liye banaya hai. Yeh virus jab bhi mobile mein aa jaata hai to uski karyapranali ko prabhavit karne lagta hai. Issay woh mobile dhire kaam karta hai. Baar baar karya karte huye ruk jaata hai ya kabh kabhi to aapke saare data ko hi remove kar deta hai. Aise mein Mobile se virus nikalna bahut zaroori ho jata hai. Aaiye jaane ki Mobile Se Virus Kaise Nikale.
एंटीवायरस इनस्टॉल करे
Aap ke mobile mein ek anti virus zaroor hona chahiye jo samay samay par aa rahe virus ko remove karta rahe. Iskay saath hi dhyan rakhen ki keval anti virus ko install karna hi paryapt nahi hai. Apko usay niyamit roop se update bhi karte rahna chahiye. Jab bhi aap apne mbile mein internet connect karen pata karte rahen ki apke anti virus ko kaun sa update chahiye. Mobile ke liye anek anti virus hain jinme Avast, AVG technologies, Kaspersky, McAfee, Quick Heal, aadi pramukh hain.
फ्री एंटीवायरस उपयोग करे
Aap apne mobile ka virus scan karne ke liye free wale anti virus ka bhi prayog kar sakte hain. Isay install karne ke baad update kar len aur kuch samay baad phir isay update karte rahen. Isay install karne ke liye free anti virus dene wali kisi bhi acchi website ka use karen. Download karne ke liye link par click karne. Jab yeh download ho jaay to iskay download huay setup par double click karen. Iskay baad sabhi nirdeshon ka palan karte huay isay install kar len aur update karen. Update hone ke baad sabhi program band kar len aur mobile ko anti virus se scan kare.
ऑनलाइन वायरस स्कैन करे
Mobile mein kaun sa virus hai jaane ke liye aap online virus scaaner ka bhi prayog kar sakte hain. Aap apne mobile mein google open karke usmay online virus scanner search karen. Iskay baad up us scanner ko shuru kar pata kar sakte hain ki aapke mobile mein kaun sa virus hai aur kitna virus hai. Aur phir us hisab se anti virus install kar sakte hain. (Mobile Se Virus Kaise Nikale).
मोबाइल बांध कर के चालू करके स्कैन
Jab aap apna mobile switch on karte hain to sabse pehle apne mobile ko scan karen. Agar aapne antivirs install kiya hua hai to woh scan ke saath mobile mein aaye huye virus ko rmove bhi karta chala jaayega. Aur is tarah aapke mobile ki speed badhti jaayegi. Scan karne ke baad yeh bhi sunishit ho jaayega ki apka mobile ka system sahi chal raha hai. Koi bhi aisa program mobile mein internet ke jariye nahin aaya hai jo aapke mobile ki karyapranali ko prabhavit kare.
मोबाइल का मेनू पढ़े
Jab apko pata lag jaaye ki apke mobile mein virus aa gaya hai to aap mobile ke khareedne par saath aaya manual yani kitab ko padhe. Pata karen ki mobile ko uski pehle jaisi sthti yani factory setting par kaise laya jaa sakta hai. Iskay baad aap mobile ko factory setting par le aayen. Issay apka data ramove ho jayega par aapke mobile se virus bhi door ho jaayega. (Mobile Se Virus Kaise Nikale).

अगर आपको कोई परेशानी है तो हमारे कॉमेंट बॉक्स में जरूर लिखे , हम आपकी समस्या का समाधान करेंगे। ...
ज्यादा जानकारी के लिए लोग in kare
Comments
Post a Comment
Thank you for comment