मोबाइल अपडेट कैसे करे - हिंदी में टिप्स
Mobile Update Kaise Kare, Android smartphone main aksar aapne phone root ka naam toh suna hoga. Lekin apko malum hai ki yeh root hai kya ? Iske kya fayde aur nuksaan hain ? Apke inhi sawalo ka jawab humne aage diya hai. Iske sath hi phone root karne ka tarika bhi btaya gaya hai. Chaliye jante he Mobile Update Kaise Kare, Mobile Update Karne Ka Tarika.
क्या है फ़ोन रुट ?
Mobile Update Kaise Kare. Phone root ko normal language main jailbreaking bhi kaha jata hai. Iske madhyam se aap apne phone main kai tarah ke badlav kar sakte hain. Root apko phone ke operating system main badlaav karne ka adheekar deta hai. Matlab aap chahe toh clock system se lekar ander menu aur user interface tak main badlaav kar sakte hain. Ismai majuda android operating system ki jagah new android operating system (customize android operating system) ko install kiya jata hai.
ANDROID MOBILE ME VIRUS KAISE NIKALE...?
क्या है फायदा ?
Mobile Update Kaise Kare. Agar android operating system ke bare main yadi thodi bhut bhi jankari hai toh root ke baad aap apne phone ke user interface tak main badlaav kar sakte hain. Itna ho nahi kai aise application ka upyug kar sakye hain jo pehle aapke phone main upyug nahi hote the. Root kiye gaye phone ke liye kuch khas application bhi uplabdh hain jinka upyog sadharad android phone par nahi kiya ja sakta hai. Root ke baad phone ke application par apka jayda control hoga. Aap chahe toh poori tarah se add ko band kar sakte hain. Aap phone se un application ko install kar sakte hain jo pehle se uplabdh the aur jinhe chah kar bhi aap pehle uninstall nahi kar sakte the. Isse phone ki internal memory khali hoti hai.
कैसे करे फ़ोन को रुट
Android smartphone ko root karne ke
liye Mobile Update Kaise Kare.
Step 1 : Sabse pehle
apko apne computer ke liye king root application ko download kar usko
install karna hai.
Step 2 : Application
computer jab install ho jaye toh ose open kare jaha apse phone ko
connect karne ke liye kaha jayega.
Step 3 : Phone ko
connect karne ke sath hi yeh bhi dekh le ki phone main usb dubbing ka
option on ho.
Step 4 : USB dubbing ka
option apko developers operation main milega jo setting main hota hai.
Yadi phone jayda porana hai toh fir developers operation setting main
application ke ander milega.
Step 5 : Yadi apko
developers option kahi nahi dikhai de raha hai toh aap setting main jaye
fir about phone main jaye.
Step 6 : Yaha apko buid
number dikhayi dega isper click kare. Lagatar click karne ke baad kuch
der baad yaha likha ayega ki apke phone main developer option pehle se
hai.
Step 7 : Ab aap bahar
setting main aa jaye yaha apko developer option mil jayega usko click
kare.
Step 8 : Yaha apko usb
dubbing ka option usee on kar de.
Step 9 : Iske baad
phone usb software install karega aur aap apne phone main usee alow kar
de.
Step 10 : Iske sath hi
phone main root ka option ayega usko click karte hi root ki process suru
ho jayegi.
Ab aap guidance ko padhkar aage badhte
jaye. Rooting ki process khatam hote hi finish likhkar aa jayega.
अगर आपकों आर्टिकल पसंद ए तो फ्रेंड्स और रिस्तेदारो को जरूर बताये ,ज्यादा जानकारी के लिए इस लिंक पर जाये।
Comments
Post a Comment
Thank you for comment